Thursday, 28 March 2013

Poetry Sms Messages

 Poetry Sms Messages

 Na Jane Kia Mujh Se ZAMANA Chahta Hai
Mera Dil Tor K Mujhay Hansana Chahta Hai
Na Jane Kya Bat Jhalakti Hai Mera Chahre Se
Har Shakhs Mujhe AZMANA Chahta Hai…

 2
Isi Karz Ko Ada Krne K Wasty Hum Saari Raat Nahi Sote
K Shayad Koi Jaag Raha Ho Is Duniya Main Mere Liye


 3
Aisay He Nahi Roz Falak Daikhta Tuj Ko
Chehra Hai Tera Chand Sitaray Teri Aankhain


 4
Na Koi Daikh Le Tuj Ko Meri Aankhon Ke Raste Se
Teri Masoom Si Sorat Chupaye Dil Mai Bethi Hon

5
Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko
Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha…


 6
 Zaroor is me koi bhool ho gai ho gi
Mera nasib kahan hay k yaad aaon tujhey


 7
"zikr_e_firak"

Safaid libas usy bohat pasand tha mery jisam py jawad"
Aaj ma kafan ma lipta hu to wo rota kyou hy....????

 8
Karoge yaad ek din is pyar k zamane ko,

Chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane ko,

Karega mehfil me jb zikr hmara koi,

To tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko…


 9
Tumhay zidd hai k main keh doon
Mujhay zidd hai k tum keh dou
Mujhay tum say mohabbat hai
Kaho mujh say mohabbat hai
Nahin yeh jantay dono
Mohabbat kab bhala mohtaaj hai lafzo ki
Mohabbat tou hamari dharkano ki saaz main shamil
Sureeley geet ki manind
Mohabbat yaad ki devi
Jo tanha raat ko aksar utar aati hai aankho main
Mohabbat muskurahat hai haseen nazuk say honto main
Mohabbat sandali haathon ki nazuk larzish main hai
Mohabbat soch ki gehraiyon say phootti khushboo
Hamesha saath rehti hai
Mohabbat aankh main palta woh pur-israr jazba hai
jisey ab tak nahin koi samajh paya
Na iss ki koi surat hai
Na iss ka koi paymana
Dhakay alfaaz main iss ka bohat izhar hota hai
Kuch aisay he k jaisay aab
Taha-e-dil say tou hum dono bohat iqrar kartey hain
Magar phir bhi na janay kiyon
Tumhayn zidd hai k main keh doon
Mujhey zidd hai k tum keh dou.


 10

Is Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi
Jeeton To Tujhe Paon Haaron To Piya Teri

Har Lihaz Khayal Tera Rakhon Gi Sirf Itna
Beth Jaon To B Teri Uth Jaon To B Teri

Kuch Kar Lu Gi Haal Apna Aisa Hamsafar
Aankh Lage To B Teri Aankh Khule To B Teri

Teri Har Aahat Pe Paa Lu Gi Tabeer Aisi
Hans Jaon To B Teri Rooth Jaon To B Teri

Main Saath Du Tera Kuch Aisa  Zinda Rahon To B Teri Mar Jaon To B Teri


 11
Kuchh Rishta Upar Bante Hai
Kuchh Rishta Log Banaate Hain
Who Log Bahut Khaas Hote Hai
Jo Bina Rishtey, Rishta Nibhaate Hain

12
Tere pyar ki hifazat hum ny kuch is trha se ki
Jab kisi ny pyaar se dekha to hum ny nazrin jhuka li

 13
log puchtay hain itna aziz tha to bichra kiun
Unhain kya maloom jo bichar jayain wohi to yaad rehty hai

 14
Lazim to nahi tmhein Aankhon se hi dekhon
Kya tera Tassawur tere Deedar se kam hai

 15
Hum Aksr Ye Samajhtey Hn
Jisey Hm Piyar Krtey Hn
Usey Hum Bhool Baithey Hn...
Mager Aisa Nahi Hota...
Mohabbet Daimi Such Hai,
Mohabbet Thehir Jaati Hai,
Hamari Baat Ke Ander...
Mohabbet Baith Jaati Hai,
Hamari Zaat Ke Ander...
Mager...
Ye Kam Nahi Hoti,
Kisi Bhi Dukh Ki Soorat Mein,
Kabhi Koi Zaroorat Mein,
Kabhi Anjaan Se Gham Mein,
Kabhi Lehjay Ki Thandak Mein,
Udaasi Ki Zaroorat Mein,
Kabhi Baarish Ki Soorat Mein...
Hamari Aankh Ke Ander,
Kabhi Aab-e-Rawan Ban Kar,
Kabhi Qatray Ki Soorat Mein...
Bazahir Aisa Lagta Hai,
Usey Hum Bhool Baithay Hain...
Mager,
Aisa Nahin Hota,
Ye Hargiz Kam Nahi Hoti,
MOHABBAT THEHIR JAATI HAI...

 16
“Na umang dil mein rahi koi…”
“Na zehan mein koi sawaal hai…”
“Ye jo gardishen hain hayaat par…”
“Meri khwahishon ka kamal hai…”
“Main ne kab kaha main haseen hon…”
“Ya muhabbaton ka ameen hon…”
“Meri guftagu mera aaina..”
“Mera zoq meri misaal hai..

 17
“Na umang dil mein rahi koi…”
“Na zehan mein koi sawaal hai…”
“Ye jo gardishen hain hayaat par…”
“Meri khwahishon ka kamal hai…”
“Main ne kab kaha main haseen hon…”
“Ya muhabbaton ka ameen hon…”
“Meri guftagu mera aaina..”
“Mera zoq meri misaal hai..


 18
kaisi weeran hui hai zindagi us k jany k bad
bekaar hui sari bandagi us k jany k bad

wo to tanha chor gya mujy is raah pe
main ub b hu khara is mor pe us k janay k bad

 19
Zindgi Di He Khuda Tune
Ab Jeene Ka Hunar De
Jo Bakshe He Pair To
Tohfa-e-Safar De
Zuba To Baksh Di Tune Muje
Par Ab
Meri Duao Me Asar De

 20
Shikayat Kya Karon Dono
Taraf Gham Ka Fasana Hai,
Tere Aage Mohobbat Hai
Mere Aage Zamana Hai …!!

 21
Ek muddat sy meri maan nahi soi Tabish
Ik bar men nay kaha tha k mujhy dr lgta hai
ASAD REPLIED
To bayfikri sy soya kr teri maan jo tery pas hai Tabish
darna to mujhy chahye meri maan jo so rahi hai zamen orh kr

 22
Un ki na thi khata hum hi kuch ghalat samajh behtey
Wo muhabbat se baat karty thy hum muhabbat samjh bethey

 23
Merhaley zabt ke dushwar howey jate hein
ashk palkon ke liye baar howey jate hein
kitney begana-e-iklaas hein duniya waley
hum wafa ker k bhi gunahgar howey jate hein
ban gaya jabr-e-mashiyat meri qismat khadim
phool chunta hoon magar khaar howey jate hein

 24
Har mod mili mujhe bewafai.har shakhs ne mujhe apna banakar luta.
har ek ne diya ek naya jakhm dil me.
Tabhi to mera har sapna apna hokar tuta.

 25
Her taraf hae ronaq bus ek teri kami hae dost
sard mosam halke badal aur december ki ye sham

 26
Wo Acha hai to Behtar, bura hai to bi Qabool
Mizaaj-E-Ishq mein Aib-E-Yaar nahi Daikhay jatay

 27
ye yaad hay tumhari ya yadoon me ho tum
ye khawab hay tumhara ya khawbon me tum ho

hum kuch ni jante bus itna batao
tum jan ho hamari ya jan me tum hoo

 29
Rutha jo pyar hum se Dubara nhi mila,
Kya bewafa tha shakhs Dubara nhi mila,
Ik bar aa gya tha sailab aankh mein,
Darya ko us k bad kinara nhi mila,
Mujh ko bhi raas ata nhi Dusra koi,
Usko bhi mere jesa sahara nhi mila,
Barson se phir rha tha jis ki talaash mein,
Wo mil gya to us se sitara nhi mila….


 30
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota
kahoon kiss se main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota
31
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota
32
yeh kahan ki dosti hai ..
k bane hain dost saqi ..
koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota

 33
Nadan hai kitna wo, kuch samjhta hi nahi, “Sahil”
Seene se laga k pouchta hai, k dharkan taiz kyun hai.

 34
hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai
k meray yar ka her naqsh khawab jaisa hai

kisi bhi baat par ab bheegti nahi aankhen
k apna haal bhi sookhay chanaab jaisa hai

ye aarzu hai kabhi to andheri shab meri milay
wo ak shakhs k jo mahtaab jaisa hai

ye saaz.e.jaan to khamosh ek umer se hai
agarcha lehja abhi tak rubaab jaisa hai

main us k husn ki tareef kis tarha se karun
wo aftaab sa wo mahtaab jaisa hai 


35
Khushion se naraz hai meri zindagi
Pyar ki mohtaz hai meri zindagi
Has leta hoon logon ko dikhane ke liye
Varna dard ki kitaab hai meri zindagi….


 36
Kuch to baat hy apki fitrat main janab
warna apko yaad krny ki khata hum bar bar na krty

 37
Har subah
teri muskurati rahay
har shaam
teri gungunati rahay
tu jise bhi mile
is tarahe se milay
ke har milne wale ko
teri yaad aati rahay!

 38
Uthti nahi nigah kisi aur ki taraf ,

Paband kar gayi hai kisi ki nazar mujhe .


Kisi Ne Poocha Mohabbat Kiya Hai ?
39
Samandar nay kaha
Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai
Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai
40
Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...
41
Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai
42
Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai
44
Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah hai
45
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai
46
Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay
47
Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai


 48
Pocha kisi nay Haal bari Muddaton kay baad,
Aya Mera Khayal bari Muddaton kay baad,
Karta to hai wo yaad mujhe Chahat Say,
magar Hota hai ye Kamaal bari Muddaton k baad.

 49
Armano ki sej par m0habbat ne karwat li hy

Aapke pyar ne aapse ye guzarish ki hy

Juda ho ke Bhi juda na hona Nahen to log kahenge
DHARKAN ne DIL ki jan li hy


 50
Tanha ghar say bahir jana theek nahi,
Tum Masum ho aur zamana theek nahi,
Saaf dilon ko phir se mela kr den gi,
Guzri baton ko dohrana theek nahi,
Aisi cheezen door se achi lgti hain,
Chand ko apne pas bulana theek nahi,
Aao mre hath pe apna hath rakho,
Saa’el ko khali lotana theek nahi,
Rafta Rafta tabiren beh jati hain,
Num ankhon mein khwab sajana theek nahi,
Chor “dost” in Pathr dil insanon ko,
Apne Dil ka hal sunana theek nai


 51
“Sookhe phool ko torne wala koi nahi,

Toote dil ko jorne wala koi nahi,

kitni MOHABBAT hy us se kash wo jaan le,

Afsos yahi bat usko batane wala koi nahi”


 52
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota
kahoon kiss se main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..


53
koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota


54
yeh kahan ki dosti hai ..
k bane hain dost saqi ..
koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota

 55
Teri Chahat Dil Ke Andar Hai Basi
Chah Kar Bhi Tujhe Hum Bhula Nahi Sakte
56
Khushiyaan Ubharti Hai Bauhat Tujhe Paane Ki
Ye Raaz Aisa Hai Tujh Ko Bhi Hum Bata Nahi Sakte

Tere Badan Ki Bheeni Beeni Khushboo Ne
Madmast Tu Kiya Hai Per Hosh Hum Ganwa Nahi Sakte

Hai Mashq-E-Sitam Hum Per Az Rahe Karam Jaari
Dag Aise Mile Hai Dil Ko Jin Ko Hum Chupa Nahi Sakte

Ae Yaar Tere Lab Ye Lale Hai Nastran Hain
Ye Phool Kyun Meri Dastars Mein Aa Nahi Sakte

Dil Bujh Gaya Jab Ghumo Se Nafees Tera
Ye Phool Kyun Meri Dastars Mein Aa Nahi Sakte

 57
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae…..
Paper ho par result na aye…….
Class ho par teacher na aye……
Bus me baithe par college na jaye…….
Picnic jae aur vapas na aye……
Hafte me 3 din ho or fir Sunday aye…….
Sote rahe din bhar…sham ko ghumne jae……
Hum bilkul na padhe aur pass ho jae……
Sab dost sath rahe or chuttiyan manae…..
Jise chahte he dil se wo apna ho jae……
Barish me bhige aur joor se gana gaye…….
Duniya bhool jaye fir bacche ban jaye…….
Bheed se dur yuhi duniya banae……
Sari jindgi bas yuhi kat jae……..
Kash ye sare sapne sach ho jae………
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae.. !

 58

Log Kehte Hain Muhabbat Ek Bar Hoti Hai

Par Ye Sach Kese Hosakta Hai?

Mein Jab Jab Usay Dekhta Hon Mujhe Har Bar Us Se Muhabbat Ho Jati Hai..


 59
“”"Ae waqt zara to tham ja, Mujhe yaad “KISI” ko kerne dy,
Mujhe “peyar” hai ik “SUNG DIL” say, Jo koi “BAAT” mujhay na karne dy,
Na apny “PAS” wo aany dy, Na khud se “DOOR” wo jany dy,
Na “DIL” ko apny pas rakhy, Na aur kisi ka “HONY” dy,
Her waqt mujhe “WO” yaad aay, Phir “DIL” se ik aawaz aay,
Ye kaisi “CHAHAT” hai us ki, Jo “JEENY” de na “MARNY” day.”"”


 60
Shoq se Toro dil mera muje kia hai
Tum he is main rehty ho apna he ghar brbad kro ge


 61
Haqiqat Jan Kar Aise Hamaqat Kon Karta Hy,
Bhala Be Faiz Logon Se Mohabat Kon Karta Hy,
Batao Jis Tijarat Men Khasara He Khasara Ho
Bina Sochey Khasarey Ki Tijarat Kon Karta Hy,
Hamen He Ghalt Fehmi Thi Kisi K Wastey Warna,
Zamaney K Rewajon Se Baghawat Kon Karta Hy,
Khuda Ne Sabr Karne Ki Mujhey Taufeeq Bakhshi Hy,
Array G Bhar K Tarpao Shikayt Kon Karta Hy,
Kisi K Dil K Zakhmon Par Marhm Rakhna Zaruri Hy,
Magr Is Dor Me MOHSIN Ye Zehmat Kon Krta Hy?


 62
zindagi k mele mein khwahishon k raile mein
tumse kya kahen jana iskadar jamele mein
waqt ki rawani he,bakht ki garani he
sakht bezamenii hei,sakht lamakani hei
hijer k samander mein
takht or takhtay ki aik hi kahanii hei
tumko jo sunani hei
baat go zara sii hei


 63
Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain…


 64
The most important thing that we can't forget is not feeling lonely, it's moment when somebody whom you care and love most leave your heart forever.


 65
Yeh kaun muskura kar idhar se guzar gaya, Be noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah se koi dil main utar gaya.. 


66
Ajeeb Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya
K Dil Ko Barf Kiya Zehn Ko Sahara Kya

Mazaaj e Dard Ko Sab Lafz Bi Qubo0l Na Thay
Kisi Kisi ko Tere Gham Ka Ishara Kya

Phr Us K Ashk Bi Uss Ko Adaa Na Kar Paaye
Wo Dukh Jo Us K Tabassum Ne Aashkhara Kya

K Jaise Aankh K Lagte Hi Khul Gai Ankhen
Nigaah e Jaan Ne Boht Do0r Tak Nazara Kiya

Hamen Bi Daikh K Tajseen E Nau se Guzre Hain
Badan Ko Sheesha Kiya Dil Ko Sang Paara Kiya

Ajab Mizaaj tha Tanhai Aashna Ka Saud
Khud Apna Sath Bi Muskhil Se Hi Gavara Kya


 67
Yun ainon say kab tak dil behlao gay, Jab andhera hoga khud ko tanha paogay, Hum jesa koi dost rahey agar tumhare sath, Tu qasam say umer bhar muskurao gay..


 68
Loveless life is a fruitless tree!
But Friendless life is a rootless tree.
Tree can live without fruit but not without root.
So never lose ur good friends.!


 69
Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho
warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho


 70
Teri yad ny dil may bserra kr rakha hy
wahmon ny dil may andhera kr rakha hy
aik tgh py yaqeen hy k tm bewfa nahi
issi yaqeen ny zandgi may swera kr rakha h 


71
ZINDAGI MILI ZRA SI THI

KUCH IS MAIN KAMI ZRA SI THI

WO ROZ HOTA GYA PAS MERE,

LEKIN PHIR B DOORI ZRA SI THI

CHAND JAGTE JAGTE SO B GYA

RAAT ABI BEETI ZRA SI THI

MOHABAT BANT DI US NE ZMANE ME

JO MERE HISEY ME AI ZARA SI THI.


 72
Sookhe Phoolon Ki Tarha Ham Shayad Anjum
Gir Chuke Hain Teri Kitaabon Se


 73
kis qadar ehtmam krty ho

Dil dukhana swab ho jesy


 74
zindagi k mele mein khwahishon k raile mein
tumse kya kahen jana iskadar jamele mein
waqt ki rawani he,bakht ki garani he
sakht bezamenii hei,sakht lamakani hei
hijer k samander mein
takht or takhtay ki aik hi kahanii hei
tumko jo sunani hei
baat go zara sii hei


 75
Na Jaane Kyun Maghrur Hyn Iss Jhoothi Dunya k Jhooty Log,
Wafaae’n Kar Nahi Sakte Waadey Hazaar Krty Hyn…!!


 76
Hijar ki aag main sulgo to bura lgta ha

Tm mre dedar ko tarso to bura lgta hy.

Ak tamana hy faqt muj pe mehrban rho

Tm kisi aur ko dekho to bura lgta hy.

Meri roh tarasti hy teri kushbo ko

Tm kahin aur jo mehko to bura lgta hy.

Arzu hay k tere roop ko har pal dekhon

Tm mere pas say utho to bura lgta ha...


 77
MOHABBAT!

jis ke bagher app ki zindagi adhori hay.

jis ke bagher her rishta be mayeni hay.

MOHABBAT

jis ke bagher kainat ka her rung be rung hay.

jis ke bagher her ehsaas khali burtan ki terha.

MOHABBAT.

jis ke bagher insaan bemool.

MOHABBAT.

jo anmool bana deti hay her rishte her ehsaas ko.

her shey her rung ko.


 78
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.


 79
MOHABBAT!

jis ke bagher app ki zindagi adhori hay.

jis ke bagher her rishta be mayeni hay.

MOHABBAT

jis ke bagher kainat ka her rung be rung hay.

jis ke bagher her ehsaas khali burtan ki terha.

MOHABBAT.

jis ke bagher insaan bemool.

MOHABBAT.

jo anmool bana deti hay her rishte her ehsaas ko.

her shey her rung ko.

 80

Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.


 81
Har roz koi khuwaab toot jaata hay
har roz koi apna rooth jaata hay

naa janay meri Qismat main kya hay
jisay main yaad karon wohi mujhe bhool jaata hay…


 82
Rasme Ulfat He Ijazat Nahi Deti Warna
Tujhay Bhooltay Aisa K Yad Kartay


 83
Haqiqat Jan Kar Aise Hamaqat Kon Karta Hy,
Bhala Be Faiz Logon Se Mohabat Kon Karta Hy,
Batao Jis Tijarat Men Khasara He Khasara Ho
Bina Sochey Khasarey Ki Tijarat Kon Karta Hy,
Hamen He Ghalt Fehmi Thi Kisi K Wastey Warna,
Zamaney K Rewajon Se Baghawat Kon Karta Hy,
Khuda Ne Sabr Karne Ki Mujhey Taufeeq Bakhshi Hy,
Array G Bhar K Tarpao Shikayt Kon Karta Hy,
Kisi K Dil K Zakhmon Par Marhm Rakhna Zaruri Hy,
Magr Is Dor Me MOHSIN Ye Zehmat Kon Krta Hy?


 84
Ajeeb Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya..=
K Dil Ko Barf Kiya Zehn Ko Sahara Kya..=

Mazaaj e Dard Ko Sab Lafz Bi Qubo0l Na Thay..=
Kisi Kisi ko Tere Gham Ka Ishara Kya..=

Phr Us K Ashk Bi Uss Ko Adaa Na Kar Paaye..=
Wo Dukh Jo Us K Tabassum Ne Aashkhara Kya..=

K Jaise Aankh K Lagte Hi Khul Gai Ankhen..=
Nigaah e Jaan Ne Boht Do0r Tak Nazara Kiya..=

Hamen Bi Daikh K Tajseen E Nau se Guzre Hain..=
Badan Ko Sheesha Kiya Dil Ko Sang Paara Kiya..=

Ajab Mizaaj tha Tanhai Aashna Ka Saud..=
Khud Apna Sath Bi Muskhil Se Hi Gavara Kya...


 85
Us Nazar ki tarf mat dekho
Jo tumhe dekhne se inkaar karti hai.
Duniya ki bheed me us nazar ki taraf dekho.
Jo Sirf aur sirf tumhara intezaar karti hai…


 86
Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho

Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho

Bandaparwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho

Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho

Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho

Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar’
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.


 87
Ajeeb Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya..=
K Dil Ko Barf Kiya Zehn Ko Sahara Kya..=

Mazaaj e Dard Ko Sab Lafz Bi Qubo0l Na Thay..=
Kisi Kisi ko Tere Gham Ka Ishara Kya..=

Phr Us K Ashk Bi Uss Ko Adaa Na Kar Paaye..=
Wo Dukh Jo Us K Tabassum Ne Aashkhara Kya..=

K Jaise Aankh K Lagte Hi Khul Gai Ankhen..=
Nigaah e Jaan Ne Boht Do0r Tak Nazara Kiya..=

Hamen Bi Daikh K Tajseen E Nau se Guzre Hain..=
Badan Ko Sheesha Kiya Dil Ko Sang Paara Kiya..=

Ajab Mizaaj tha Tanhai Aashna Ka Saud..=
Khud Apna Sath Bi Muskhil Se Hi Gavara Kya...

 88
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae…..
Paper ho par result na aye…….
Class ho par teacher na aye……
Bus me baithe par college na jaye…….
Picnic jae aur vapas na aye……
Hafte me 3 din ho or fir Sunday aye…….
Sote rahe din bhar…sham ko ghumne jae……
Hum bilkul na padhe aur pass ho jae……
Sab dost sath rahe or chuttiyan manae…..
Jise chahte he dil se wo apna ho jae……
Barish me bhige aur joor se gana gaye…….
Duniya bhool jaye fir bacche ban jaye…….
Bheed se dur yuhi duniya banae……
Sari jindgi bas yuhi kat jae……..
Kash ye sare sapne sach ho jae………
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae.. !


 89
Toot jaye na bharam hont hilaoon kaise
Haal jaisa bhi hai logon ko sunaoon kaise
Wo rulata hai rulaye mujhe jee bhar ke
Meri ankhein hai woh, main us ko rulaoon kaise...


 90
Majbouriyon k dour mein, bohat hi Aziz jo log hon....
Dagha na bhi dain to badal zaroor jatey hain.


 91
Chah Kar Bhi Hamko Bhula Do To Koi Bat Nahi
Tum Ko Koi Aur Bulayega To Mushkil Nahi
Laga Ke Dil Hamse Tod Do To Koi Bat Nahi
Dil Kisi Aur Ka Todoge To Mushkil Hogi
Mere Jajbato Se Khelo To Koi Bat Nahi
Fir Kisi Aur Se Kheloge To Mushkil Hogi
Meri Khushiyon Ko Kuchal Do To Koi Bat Nahi
Khushiyan Kisi Aur Ki Chhinoge To Mushkil Hogi 

92
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...


 93
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay,
Parhne ko phir wo QURAN deta hay,

Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko,
Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai

 94
Koi gham nahi magar dil udas hai,
Tujh se koi rishta nahi phir bhi ek aas hai,

Kehne ko bohut apnay magar tu ek khas hai,
Zyada emotional na hona uper sub bakwa hai:D


 95
Jb Milny lga teri Mohabut me sakon
Phir you hua wo mera sath chor geya
Abi bohat baqi thin hasraten dil Me
Mgr wo shakhs adhori Mulaqat chor gaya
Fakhr to ye ha k tu tha mera humsafar kbi
Dukh ye he k beech raha me tu mera HATH chor gaya
Bin tmhare Rehna ab ek azab sa lgta he
na jany zindagi me tu kesy Jazbat chor gya
wo bewafa shkhs to chala gya zindagi se
Mgr Ankho me meri Ansou ki Barsat Chor geya



 96
Sari Dunia Rooth Jay koi Parwa Nahi mujhy (NayaB}
Na jany kuin Ik Tery Rooth Jane Ki Soch Se Jaan nikal Jati Hai 


97
BARI HASEN THI ZINDGI JB NA KISI SY MOHABAT NA KISI SE NAFRAT THI
ZINDGI MAI 1 AISA MOOR AYA K MOHABAT 1 SY HOI OR NAFRAT DUNIYA SE HOGYI...


 98
Kis Tarha Dekh Rahay Ho Mujhe, JANNA
Tumhara Apna Hoon, Tassalli Rakho


 99
Nahin shikwa mujhy kuch bawafai ka teri hargizz

Gilla to tab hoo agar to ne kissi say bhi nibhaae he


 100
WO kehta tha QaboOliat ka ik waqt hOta hai..

Hairaan hun mein ne ussey kis paL nahe manga...?


 101
Rat hai sannata bhe hai, waha koi nahe ho ga
Un kay dar-o-deewar, chalo choom kay aaen !!


 102
us ne mehsoos bhi na honey diya,
yun kahani ka rukh moor diya,

milney julney main ki kami pehley,
phir rafta rafta hamein hi choor dya


 103
kitabey taqdeer se kya shikwa aey dil e nadan
jab har shay ne mit jana hai to phir khawahishein kesi


 104
inhe rasto naiy jin pr kabhi tum sath thay mere ,
mujhey rok rok poocha tera humsafar kaha hai ,


 105
Aankh Main Thehrye Howye Log Kahan Jate Hain . .

Ishaq Ho Jaye To Phir Rog Kahan Jate Hain . . .


 106
Na-Jane Khatam Kab Ho Gaa Tamasha
Be-Yaqeeni Ka,
Kabhi Taqdeer Banti Hai, Kabhi Ban
Kar Bigartii Hai..!!


 107
 Sarsari Zikar Chala Ishq Mein Mar Janey
Ka..,,
Ab Usey Zid Hai Ke Tum Mar Ke
DikhaO HumkO..,,


 108
Kabhi aansu kabhi sajday kabhi hathon ka uth jana,
Mohabbat mey nakami ho to RAB hi yaad aata hai


 109
Agar muhabbat nahi thi tou bata diya hota...?

Teri ek chup ne meri zindagi tabah kar di...!!


 110
Hath pakkar kr rook lete tujhe agar tuj par hamara koi zor hota

Na rote hum bhi tere liye agar humari zindagi m tere siva koi or hota.....


 111
Us ne piyar ka khel bhi bafrat se khela
Har baar wo zalim meri hasrat se khela
Meri jaan-o-Dil pe saara haq tha usay
Dukh itna hai k wo meri ghurbat se khela
Dil tora to bikharne bhi na diya us ny
Mery dil k Saath kitni ulfat se khela
Kaise us k Hathon main barbad na hota to zee
pehli bar zindagi main koi itni mohabbat se khela


 112
Jb Milny lga teri Mohabut me sakon
Phir you hua wo mera sath chor geya
Abi bohat baqi thin hasraten dil Me
Mgr wo shakhs adhori Mulaqat chor gaya
Fakhr to ye ha k tu tha mera humsafar kbi
Dukh ye he k beech raha me tu mera HATH chor gaya
Bin tmhare Rehna ab ek azab sa lgta he
na jany zindagi me tu kesy Jazbat chor gya
wo bewafa shkhs to chala gya zindagi se
Mgr Ankho me meri Ansou ki Barsat Chor geya


 113
Kiya khabar Thi Tum Achanak Hi Juda Ho Jao Gay
Kabhi humary brabor thay 1 dam he ameer Ho Jao Gay

Ek Tujhe Hi To Chaha Tha Apni Zaat Se Barh Kar
Ye Socha Bi ni tha k itny magror Ho Jao Gay

Main Nai Pochonga Tum Se kabhi" Mujhe Chorne ka Sabab
Mere Ye Pochne Per Tum Shayad Mujh Se khafa Ho Jao Gay

Main to isi Main khush Hun k Tum khush Ho" Warna
Utha Lo Hath Agar Dua k Liye to"" TUM AB B MERE"" Ho JAO Gay


 114
Log Poch lete he MERI aankho se dil ki Halat
Mujh se ab TERE ISHQ ki or hifazat nhi hoti



115
Log Poch lete he MERI aankho se dil ki Halat
Mujh se ab TERE ISHQ ki or hifazat nhi hoti


 116
Kabhi Fursatein Jo Naseeb Hon Chale Aana Mere paas Tum
hain Adure Kitne hi maamle Meri Zaat se Teri Zaat Tak



 117
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain



 118
Milay Auron Se Fursat To Zara Dil Se Pooch Laina
Kia Humara Rishta Yehi Hai
Sirf Fursaton Mein Yaad
Karna

 119
AJA K ABHI BARSAT KA MOSAM NAHI GUZRA
AJA K ABHI PAHAROON PAR BARF JAMI HAY
KUSHBOO K JAZIROON SAY
SITAROON KI HAD TAK
IS SAHAR MAIN SUB HUCH HAY SIRF*TERI* KAMI HAY


 120
Haqeeqat bat hai logon se kam milty hain
hamisha Dar yeh rehta hai k gham milty hain

ary Miyan qatarain hain yahan logon ki
moqaddar wala wo hai jis se hum milty hain


121
Zindage ki rah mein bohat say yaar milayn gay
hum kia hum say achay hazar milayn gay

un achay acho ki bheer mein hum ko na bhol jana
hum kahan ap ko bar bar milayn gay


 122
Kahin wo mile to usay kehna K Lot aao,
Lot aao k koi shiddat se,
Barri muddat se,
Barri muhabat se
tumhara intizar kar raha hai,
Lot aao k
kisi ki baatain,
Kisi ki yaadain,
tum bin bohat adhuri hain,
Lot aao k koi tum bin pal pal,
har pal, har aaj or har kal tanha hai,
Loat aao tum



 123
akele to hum pehly bhi jee rahy they faraz
kiyon tanha se ho gaye hain tere jane k baad


 124
sab mujhay he kehtay hain k too usay bhool ja wasi

koi usay kiyun nahin kehta k woh mera ho jaey



 125
waqt ki aandhi mein tofan badal jate hain
zindagi ki rahon mein insaan badal jate hain
badalta nahi pyaar kabhi
pyaar karne waly insaan badal jate hain


 126

♥♥ *._.**._.*♥♥ Us k hath ki kash me wo lakeer ban jaon
Kash me uska muqadar uski taqdeer ban jaon
Me usey itna chahon k wo bhool jaye hr rishta
Sirf me hi us k hr rishte ki tasvir ban jaon
Wo aankhen band kare to aaon me hi nazar
Is tarha me us k hr khawab ki tabeer ban jaon…♥♥ *._.**._.*♥♥

 127
 yeh dard e mohabbat ka itna sa hai afsana
nazaroon hi nazroon mey.. mey ho gya diwana

aik khowab dekha hai tabiir nahi banti
tasveer banata hoo tasveer nahi bantiii




In raton s keh 2 k mujhy na rullaya kren raat k andheron me MAHREEN:-
subho k ujaly bhe nhe rokty mujhy k khamosh raha kar

 128
"Ajeeb logon ka basera hai teray es shehar mai 'MOHSIN,,"

"Anaa mai mit jatay hain magar yaad nahe kartay"

 129
Mreray pas say guzar kar mera hal b na pocha
May kasay man jaon k WO dur ja k roy

 130
WO mujhay choor gya hay
y baat tu sach hay
magar baat hay ruswai ki
WO jhan khain bhi gya
loat kay meray hi pas aya
ik yahi baat achhai hay meray harjai ki

 131
Sabub Judai Ka Kuch To Batao Mujhay
Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay
Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay
Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay

 132
us nain samjha na samajhna chaha
k main nain manga bhi kia us say !! srf us k siwa

 133
milna itfaq bicharna naseeb tha
wo mujh se itna door ho gya jitna qareeb tha
basti ke sare log aatish parast thay
jalta raha mera ghar aur sumandar qareeb tha

 134
BAAD MARANAY K MERI QABAR PAY BELA BOYA
LOG KHATAY HAIN K KHUSHBOO MAIN BASAY JATAY HO

 135
itni dooriyan na barhao thora yaad kar hi liya kro kashi
kahin aisa na ho k tum bin jeeny ki adat c ho jaye
 
 136
ik muddat k pyasy ko faqat ik he jaam saqi
teri tangdasti
mujhy yad rhy gi

137
SHUKRANA

Aye Khuda...Sun...Zara...
Haath Mere Uthey Jab Dua k liye...
Lab Hiley,aankh se chand Qatrey Girey
Ghaur se main ne Dekhi Hatheli wahan...
Qatre Moti k jaisey chamakne lagey...
*Khushboo* Ghulne lagi jab Meri Sans me
Khul k Ehsaas mujh ko hua iss tarha....
Arsh Par Badalon se Parey Uss Jagah
Poori Hone Lagi meri Har ek Dua
Wo Dua jiss ko Boya tha Dil k Jahan
Aabiyari thi
ashkon ki Har pal wahan
Soz hardam Tadap aah o zaari Rahi
Wo Dua kesey na
Rang laati meri?
Ek Muddat ye gham mujh pe haawi Rahey
Mere SAJDE tere Dar Sawali Rahey
aour TU iss Qadar..iss Qadar Mahraban..
Hai Tere hi Karam ki ye sab Inteha
Mere Hathon ko Girne se hi qabl yun
Bhar Di Jholi meri Tu ne Rabb E Jahan...
Hai ye tera Karam...
moajza jo kiyaa....
***WO JO MERA NAHI THA****
mera HOGAYA....

 138
Bikney wale aur b hain ja kar khareed lo
hum log qeemat se nahi qismat se mila krte hain

 139
RAHAY GA Y ;GILA; TAQDEER SE HAMESHA FRAZ
K JIS KO UMAR BHAR CHAHA USSI KO UMAR BHAR TARSE

 140
TUM TAKLUF KO B IKLAS SAMJHATAY HO FRAZ
DOST HOTA NAHI HR HATH MILANAY WALA

 141
us k charay par isqadar noor tha
k us ki yad main rona b manzoor tha

befa b nahi kah sakatay us ko wasi
piyar tu HUM NA KIA HAY WO tu beqasoor tha

 142
dr se uthty hein to deewar se lg jaty hein
ghumm aesy b ghumm'e yar se lg jaty hein

 143
Barri Gustaakhiyaan karny Lagaa hai meraa dill mujh say
Yeh Jab say tera huwa hai meri suntaa hee nahi

 144
ajab rawish hai tere mizaj-e-be niazi ki DOST
jo hm yad karen to masruf hai tu, jo ju yad kae to ehsan tera

 145
Tum raho hum se door to ik kaam kar jana
Kuch pal apne humare naam kar jana

Agar a jaye mout humain tere aane se pehle
To a kar mere janaze ka ehteram kar jana

Na rona isqadar ke takleef ho humain
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan ban jana

Main ek din so jaon ga sada ke liye,
Phir mujhe bewafa keh ke badnaam kar jana

Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna
Mehman he ban ke Dua salam kar jana

 146
Us Ke Chor Jane Par Ab Taq Yaqeen Nahi Aya DOST
Tuna Tha Phool Murjha To Jate Hain Magar Tehni Nahi Badalte

 147
November ki ik sard sham main.
Tum nay hamaray hath tham kar hamari ankhoon main jhankhtay hoy kha tha.
k jab purwa ki thandi hawain chalain gi.
kali ghatain laharah kar ain gi.
Sawan TOOT kar barsay ga*TU*Asay main achanak Chupakay SAY MAIN Ajao GA.
*JANA* SADIOON SAY HAMAIN US SAWAN KA INTZAR HAY*

 148
Koi ilzam laga kr to saza di hoti
Phir meri lash sare_baazar jala di hoti

Poch kr kuch to zakhmon ki dawa di hoti
So jata main b chain se jana
Tou ne agar shoq se aanchal ki hawa di hoti

 149
kiya likhon tery naam sajan
tuje sochon subho sham sajan
tm neeli jheel ka pani ho
mohobbat ki ek kahani ho
tm pyar ka meethe bol ho
tm hr ek se anmol ho
tm aasman ka badal ho
tm mari aankh ka kaajal ho
tm mere mann ki jeet ho
mere labon ka geet ho
tm chaman me khilta gulaab ho
chahat se likhi kitaab ho
tm mere liye mere sanam ho
jo toot na sake wo kasam ho
kiya likhon tery nam sajan
tumhe sochoun subho shaam sajan

 150
WO IK SHAKASH BAY KHABAR HI RAHA CHAHAT SAY HAMARI
JIS KI KHATIR ZINDAGI BITA DI HUM NAY

 151
Jo Fursat Mile To CHAND se mere DARD ki Kahani Poch lena
Ik wohi to tha Hamraaz mera tere so jane k baaaaad

 152
Us JanAi taKalLum ko tuM muJh sAi To miLwatAY
Taskeen Na kAr paTa haIRan TO kaR jaTA

 153
Mein kisi k0 kia ilzam d0n apni m0ut ka Sahil
Yahan t0 stany wale bhi apnay thay dafnany walay bhi apny

 154
Khushi mili to kai dard muj se rooth gae
Duaa karo k me phir se udaas ho jaon

 155
tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon
yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon
sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi sochta hon
jab yad bikharnay lagti hay
aur sans attuknay lagti hay
jab sooraj gumm ho jata hay
aur chand bhi jalnay lagta hay
tu khud say poochnay lagta hon
yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon.
mein kuch easay rehta hon

 157
 Kis ko fursat muj sy behas kray, Aur
Sabit kray k mera wajood zindagi k liay zroori hy

 158
Mila wo b nhi krte !
mila hum b nhi krte !
waafa wo b nhi krte !
khtta hum b nhi krte !
Unhein ruswai ka dukh hai !
hmein tanhai ka dukh hai !
gila wo b nhi krte !
gila hum b nhi krte !
ksi morr pe Takrao aksar ho hi Jata hai !
ruka wo b nhi krte !
ruka hum b nhi krte !
Jb b dekhte hain Unhein !
sochty hain kuch keh dein Un se !
suna wo b nhi krte !
kaha hum b nhi krte !
lekin Ye bhi sach hai k !
muhabt Unhein bhi hai !
muhabt humein bhi hai !
Kaha wo b nhi krte !
zikar hum b nhi krte ....!!!

 159
Palat kar aankh nam karna mujhey hargiz nahi aata
Gae lamhon ka gham karna mujhey hargiz nahi aata

Mohabbat ho tou be-had ho jo nafrat ho tou be payan
Koi bhi kaam kum krna mujhey hargiz nahi aata

 160
Adab ki baat hai warna Muneer socho tou
Jo shakhs sunta hai wo bol bhi tou sakta hai

 161
mujy teri judai ne
yahi meraj bakhshi hy
k main jo lafz likhta hoon
wo saary lafz roty hain
k main jo harf bun'ta hoon
...wo saary bain karty hain
mery sang is judai main
mery alfaz marty hain
sabhi tareef karty hain
meri tehreer ki lekan
kabhi koi nahi sunta
maery alfaaz ki siski
falak b jo hila daaly
mery lafzon main hy shamil
usi taseer k aansu
kabhi dekho mery hamdam
MERI TEHREER K AANSU

 162
jatey huwe logon ko rokna hamari adat nai,
dil me jis k chahat hogi khud hamein rokey ga wo...

jo ban saka to ban jae ga apna,
warna kismat se hi hamen mangey ga wo
 
 163
sab mujhyhi kehty hain k too usay bhool ja
koi usay kiyun nahin kehta k woh mera ho jay

164
salon bad mila, Ajj lipaat kar boht roya wo shaks
jatay hoa kah kar geya tha,, taray jasay hazaron milan gy












No comments:

Search This Blog

Category List